MAI YA HUM?
MAI YA HUM ? -Aashna Aaj fir ek jhooth bol diya, Aaj fir vo vada tord diya, Aaj fir hum haar gaye, Aaj fir tum par vaar gaye. Ye kya haal ban chuka hai humara? Khud he ruth kar khud he ko manaa rahe hain, Unhi se naraaz hokar unki he tasveerein nihaar rahe hain, Unhi se bhaag kar unhi ke sapnon me jaag rahe hain. Koi naya sa hai mujhme, Jo jaga bhi hai or soya bhi, Haara bhi hai or roya bhi, Maana bhi hai or khoya bhi Tumh...